Papa ki pori hoo me...

Ek din mon me kheyal aya papa ki pori hoo mei..kabhi dukh kaya bhi meri upar nahi gujrega.๐Ÿ˜‡๐Ÿ˜‡๐Ÿ˜‡
or ek din papa ka pori ko ek sundar jeisa rajkumar milega or rajkumar ne pori ko rani bonayega .papa ne hamere saath kush ho kor arshibaad dega..but.๐Ÿ˜‡๐Ÿ˜‡
ek din pori ko toh raj kumar mil geya lekin pori ka papa ko uparwala god ka piyara ho geya.

sob ne bola tere sadi dekhne ke lie hi oh ruka tha..lekin papa ki pori ko toh kus pota hi nahi sala, pori papa ki etni piyari thi toh bhi papa ka mon baat nahi sun paya.๐Ÿ˜ข๐Ÿ˜ข๐Ÿ˜ข๐Ÿ˜ข

haa kush eisa hi tha meri kahani. papa ki me bori beti thi.papa meri hor bat maan leti thi.usko posand na aye phir bhi maan lete. me bhi ghar ki ek lorke tarah hi sab kus kar leti thi. privet job karke me papa ko help karti thi. mera sadi ke lie bhi papa razi nahi the..sayod papa ko mere husband posand nahi tha..phir bhi sadi ke lie oh to maan gei siph mere lie..usi time bhi papa mon ki bol se hi khara ho raha tha, muje papa ko samj na sahie tha, lekin meri mon me toh sadi ka bhut sabr the. sadi eight din ke hi baat pota sala papa ka dono kidni kharab ho geya. dr. ne job muje eh news dia me to dr.ke paas hi roh pori..lekin us time hamare paas kush karne ke lie bhi kush bosa nahi tha..phir kush din ke hi baat papa toh god ka piyara ho geya.us time jo jatka muje mila aaj tin sal baad bhi bhul nahi paa rahi hoo.
papa or meri kahani ka kush line hey siph.kobhi phurast se likhungi.
papa bahut yaad ata hey aapka.

Comments

Popular posts from this blog

what is cronavirus ? เค•्เคฏा เคนै เค•เคฐॉเคจा เคตाเคฏเคฐเคธ?

Women empowerment. importance of women's empowerment in India !