Posts

Showing posts from August, 2019

MOHILA KO SASAKTIKARAN KE PROTI JOR LOGAU

महिला सशक्तिकरण ’ के बारे में जानने से पहले हमें ये समझ लेना चाहिये कि हम ‘सशक्तिकरण’ से क्या समझते है। ‘सशक्तिकरण’ से तात्पर्य किसी व्यक्ति की उस क्षमता से है जिससे उसमें ये योग्यता आ जाती है जिसमें वो अपने जीवन से जुड़े सभी निर्णय स्वयं ले सके। महिला सशक्तिकरण में भी हम उसी क्षमता की बात कर रहे है जहाँ महिलाएँ परिवार और समाज के सभी बंधनों से मुक्त होकर अपने निर्णयों की निर्माता खुद हो। भारतीय संविधान के प्रावधान के अनुसार, पुरुषों की तरह सभी क्षेत्रों में महिलाओं को बराबर अधिकार देने के लिये कानूनी स्थिति है। भारत में बच्चों और महिलाओं के उचित विकास के लिये इस क्षेत्र में महिला और बाल विकास विभाग अच्छे से कार्य कर रहा है। प्राचीन समय से ही भारत में महिलाएँ अग्रणी भूमिका में थी हालाँकि उन्हें हर क्षेत्र में हस्तक्षेप की इज़ाजत नहीं थी। अपने विकास और वृद्धि के लिये उन्हें हर पल मजबूत, जागरुक और चौकन्ना रहने की जरुरत है। विकास का मुख्य उद्देश्य महिलाओं को समर्थ बनाना है क्योंकि एक सशक्त महिला अपने बच्चों के भविष्य को बनाने के साथ ही देश का भविष्य का सुनिश्चित करती है और समाज की

Me bhi su sakti hoo akash moke ki hei muje talash.

Image
kus kar dekhane ki sahot khud me dabakor rakhte hei ek arot. haat me digree hei lekin kush karne ka anumoti nahi..kiuki oh ek lorki hei.  Arot bolte hei me bhi su sakti hoo akash, moke ki hei muje talash. Arot ki is baat ko hamisa dabakor rakhte hei. Log samaj ne ka jarurat hi nahi samajte. Me bhi arot hoo islie samaj sakti hoo arot ki jarurate. Log job kehte hei kam dham to kus nahi siph ghar me reh kar aram karti rehti ho..ghar ka kam to kya hot Hei?..tob keisa feel hota hei muj se pusu.... Lekin is ghar ka kam ke lie hi sabhi ne usko ghar ka hi kam karne ke lie mojbur karte hei..bolte tum nakri karne se ghar keise salega..baby kon dekhega?  Sas sasur ka kheal kon rakhega? Job arot kus bolne ka time aata he uska toh muh  me tala laga deta hei. Tum to sup hi roho bol ke. Lekin usko samaje ne ka time nahi hei kisike pas.  Arot ko abola samaj kor bhul mot koro kiuki is arot ke bish me hi hei  kanak lota, mula gabharu or rejia jeisa nari, zanshi ki rani adi se lekor

Lorki loxmi ka roop hoti hei

Ek lorki birth hone ke baad kisike moh se nikalta hey eisi kus sabad jeise saaph pota sal jata hei lorki jonm hone se un log khus nahi hey.  Log bhul jata hey lorki ke bina toh sara sangsar bekar hey. Purush or arot dono mil kor hi is pithibi ko pura karta hey. Log bhul jata hey ki sabhi pithibi me rehne wala sabhi ka peida arot ke pet se hi hota hey. Log bhul jata arot loxmi ka roop hota hei. Ek arot ne hi ghar ko ghar bonate hei. Building toh sabhi bonate hei lekin ghar toh arot hi bonate hei.. Mera sos toh eisa hei  lorki jonm dene ke lie bahut hi ache kam karna porta hey.  Lorki ko pal pos kor pori jeise maa baap rakhte hey. Ek din job ghar sor kor poti ke ghar aate hei tobhi bon jate hey ek nokrani..kisiko is baat ka kheal bhi nahi aata  pori jeisi lorki kaha gaeb ho jata hey.. Lorki ko samjo..

Ek arot bhi aadmihi hei...mechine nahi !

Good morning Subah hotehi suru ek arot ki kahani....poti ka formaish, boche ka, saas sasur ka phormais..sob ka ek arot naam ki mechin ne kheyal rakhna porta..lekin khud ka kheyal rakhne ke lie poti ke ghar me koi nahi hei...sob bhul jata hei oh bhi ek aadmi hei.. Dukh bahut aata hei lekin kisko kehe..kisike paas time nahi is mechin ko dekhne ke lie..   Dukh aata hei lekin rone ke lie time nahi..   Bhuk aata hei lekin khane ka time miltahi nahi..   Kisiko pota nahi hota usko kya posand hei..lekin unko to sab pota hote kisko kya posand..    Subha se raat tok is mechin ko toh ruk kor dhire se ek cup sai pine ke lie time nahi milta...lekin samj kisiko nahi aata.eise toh boltehi rehte hei ghar me to kam hi kya hei?..sasu ne bolegi haam logo din ke jeisa abhi kya kaam hei..uff.. Keise somjau kya kam hei !     Poti ne help karne se bolega eh toh arot nise rehne wala admi hei..yog toh bahut change ho gea hei..admi bhi arot kaam karne loga.  Khud ka beta se piyar dekhne se aak

Arot ki dil ki baat

Me hindi keyborad nahi hone se english ltr use kar rahi hoon.    Aaj bahut dino se kisike bhi maa papa jeisa pyar bhori do sabda nahi sun paa rahi hoo. Kiuki me kisiki ki bahu hoo.     Pehle sos rahi thi saod ghar se bhi jada khus rahungi hausbnd ke ghar me. Lekin...!   Kabhi kobhi dukh aata hei sas me me bori ho gei hoo. Kiuki tobiat thik nahi hone se bhi kam karna hi porega; khud ka khana jo bhi ho bhi lekin dosara ke lie to banahi porega. Gormi ho thand jo bhi time ho rest ka to baat hi nahi hei.    Sabko alog alog tarike se khus karne ke baad raat ko bistor mei poti ko khus karna porega...nahi to dosre ka paas jaane ka dor dekhata...   Lorki nahi hone se kisi ka ghar nahi hota..phir bhi lorki ko birth karne nahi sahte..   Arot ko samjo..usko sanmaan koro...unko bhi maa baap bahut najuk se paal pos kor kisiki bahu bonne ke lie bhejte hei....