Ek arot bhi aadmihi hei...mechine nahi !

Good morning

Subah hotehi suru ek arot ki kahani....poti ka formaish, boche ka, saas sasur ka phormais..sob ka ek arot naam ki mechin ne kheyal rakhna porta..lekin khud ka kheyal rakhne ke lie poti ke ghar me koi nahi hei...sob bhul jata hei oh bhi ek aadmi hei.. Dukh bahut aata hei lekin kisko kehe..kisike paas time nahi is mechin ko dekhne ke lie..
  Dukh aata hei lekin rone ke lie time nahi..
  Bhuk aata hei lekin khane ka time miltahi nahi..
  Kisiko pota nahi hota usko kya posand hei..lekin unko to sab pota hote kisko kya posand..
   Subha se raat tok is mechin ko toh ruk kor dhire se ek cup sai pine ke lie time nahi milta...lekin samj kisiko nahi aata.eise toh boltehi rehte hei ghar me to kam hi kya hei?..sasu ne bolegi haam logo din ke jeisa abhi kya kaam hei..uff.. Keise somjau kya kam hei !  
  Poti ne help karne se bolega eh toh arot nise rehne wala admi hei..yog toh bahut change ho gea hei..admi bhi arot kaam karne loga.
 Khud ka beta se piyar dekhne se aakh achu aa jaeigi..sadi ke baat to piyar bhori baat sunne ke lie toh kaan toraste hei.ehi hei arot..arot bhi aadmi hote hei, unko bhi thora sa samjo..

Comments

Popular posts from this blog

what is cronavirus ? क्या है करॉना वायरस?

एक लड़की का जीवन क्या है?लड़की ने मन चुपाकर रखा हुवा कुछ सच बात।

2019 Recent govt job.....